LOVE IS STRUGGLE ❤️
Apno ke liye kiye jaane wale har us kaam mein, jahan aapki mehnat, aapka sacrifice aur aapki struggle nazar aaye, usse LOVE kehte hain.
Koi maa, koi baap kadakti thand, tapti dhoop aur be-hisaab baarish mein khade hokar jab apne parivaar ke liye kuch kama raha hota hai, toh us struggle ko LOVE kehte hain.
Apne aim ko paane ke liye har roz khud se ladne, girne aur phir uthkar aage badhne ki struggle ko LOVE kehte hain.
Kisi ki sirf aadat pasand aa jaana, uski hasi mein sukoon milna, uske saath waqt ka pata na chalna aur us insaan ko hamesha apne kareeb rakhne ki koshish ko LOVE kehte hain.
Kisi ko pasand karna aur phir uski pasand, na-pasand, uski chhoti-chhoti khushiyon ko jaanne ki koshish ko LOVE kehte hain.
Pyaar ho jaane ke baad apne pyaar ke …read more