Please rotate your device

We don't support landscape mode yet. Please go back to portrait mode for the best experience

Welcome

Teen Taal Social Media

Instagram

Podcast Platforms

Apple Music
user

Kevadi Jaunpur Wale

@Kevadi

Mira-Bhayandar, Maharashtra, India

2
Followers
1
Following
6
Total Posts
जय हो आप त्रिदेव को, और सभी तीन तालियों को जय हो, पिछले podcast में आप लोगों ने जासूसी और जासूस की बात की पर आप लोग 90 के Byomkesh Bakshi को भूल गए,
2
0
0
0
0
 Jai ho aap sabhi ko, aur apne sabhi teen tailo  ko, Sardar k na rahne par autl bhai bhai ne जिस तरीके se Sambhala hai bahut hi badhiya, last to last episode me Sardar ne chuti ki baat hui to Sardar ne mauke per Chauka Maar Diya😅😅   ye Naam mere dosto ne diya hai, mera surname tiwari hai to mere Bachpan k dost log kewadi bulate hai, ab mera sawal aap sabhi se kya चीनी ka dam aur bhi upar jaye kya ? जिस  हिसाब से एथनॉल बन रहा है मेरा मानना ये है कि और भी दाम बढ़ सकता है... मैं इस पर ताऊ की राय जानना चाहता हूँ  धन्यवाद, वंदे मात्रम 
2
0
0
0
0
Jai ho, aap sabhi ko mera Naam to  pata hi hai, ye Naam mere dosto ne diya hai, mera surname tiwari hai to mere Bachpan k dost log kewadi bulate hai, ab mera sawal aap sabhi se kya चीनी ka dam aur bhi upar jaye kya ? जिस  हिसाब से एथनॉल बन रहा है मेरा मानना ये है कि और भी दाम बढ़ सकता है... मैं इस पर ताऊ की राय जानना चाहता हूँ  धन्यवाद, वंदे मात्रम 
3
0
0
0
0
Ismein Shabd kam Pad Gaye isliye yah main Dobara likh raha hun 800 words matlab Kuchh Bhi Nahin baat karne Ja to bahut Kuchh hai lekin bahut bahut dhanyvad aap sabhi ko
1
0
0
0
0
Tau Khancha pranam aur Kuldeep bhai ko lage laga kar धन्यावाद, Sabhi teen teen तालियों ko Jay Ho, Main ye podcast cast Tab Se Sun Raha Hun Jab jha sir aaye tha, tab ka din aur aaj din hai mai tab se ye barabar sunta aa raha hu season 1 ke Kafi episode maine khatm kar Diye Hain season 2 main khaskar Ke Baba ko Jyada mis kar raha tauu aur Baba ki jodi Aisi Thi Ki Jaise Jay aur Veeru Sardar aapki to baat hi Nirali Hai Jis tarike se aap Sabko Jod kar rakhte ho Kuchh Tarika hamen bhi batao ham use per Amal Karen aur aage Badhe main khaskar ke teen Taal Apne Man Ko Shanti aur duniya bhar ki tension se Dur rakhne ke liye Sunta hun teen tan sunke bahut hi Maja Aata Hai Jab Main khaskar ke driving karta hun Mere ek ghante ka safar kab nikal jata hai pata hi nahin chalta aap sabhi ko बहुत
1
0
0
0
0
Tauu, Sardar Khan, Cha ko Jay Ho Jay Ho Jay Ho,  Mai jaunpur ka rahne wala hu par mai abhi maharashtra k Thane district k mira Bhayandar me rah tu hu mai pese physiotherapist hu, bahut si kahaneya hai par wo fir kabhi, Sardar sultanpur se mera purana rista hai. Aage fir kabhi.
2
0
0
0
0
No more posts to load.
TEEN TAAL FORUMLATEST VIDEO